Avsnitt
-
If u want to save her life save your mother earth first.... World Environment Day is not only to celebrate it is day to plant at least one tree around you. Please do the needful and save your life and the coming life of our generation. Sunte Rahiye... Lekhraj
-
#whatsappstatus #quitsmoking ##antitobaccoday
यदि आप धूम्रपान करने वाले हैं, तो मुझे आशा है कि इस कविता को देखने से आपको धूम्रपान छोड़ने और स्वस्थ जीवन जीने की प्रेरणा मिलेगी।
इस बात से कोई इंकार नहीं कर सकता कि धूम्रपान छोड़ना कठिन हो सकता है। कभी-कभी यह कुछ लोगों के लिए दूसरों की तुलना में कठिन होता है। लेकिन सही मदद, सलाह और समर्थन के साथ-साथ ऐसा करने की प्रेरणा और इच्छाशक्ति से इसे संभव बनाया जा सकता है।
This anti tobacco day 31st May please quit smoking and start living your life....
Please subscribe my channel and be part of my Poems, Songs and Motivation Talks.
Sunite Rahiye... Lekhraj.. For communication please drop me mail at [email protected] -
Saknas det avsnitt?
-
One small effort from us to give hope to all. Ummeedein is what we need now. Don't forgot to see this audio vedio song, click the see the https://youtu.be/5jk3ZQ6RFRw Let's be United by being alone... Ratnesh Bhagat and Sunte Rahiye Lekharj..
-
We ignored this during COVID and now we are paying for it. Let us understand our mistake and avoid repeating this again in future. Prepare yourself for biological fights now.
-
Love you kehne se love you hojata,
To pyaar wale rishte yun tutate nahi,
Bina kahe pyaar nibhayenge
Love you kehke waqt Nahi gawayenge... Sunte Rahiye Lekhraj. -
Proud to celebrate Republic Day with my this beautiful poem. Sunte Rahiye... Lekhraj
-
Man bahut kuch kehta hai sunta hai... Pr isko samjhna shayad bahut kathin hai. Sunte Rahiye.... Lekhraj.
-
Agar kabhi rona aaye ya rone ka man kare to ise jarur sune... Sagar ho aap aur moti hain apke ansu.
-
Kisan... Bade afsos ki baat hai jo humari bhook mitata hai wo khud hi bhuke pet mar jata hai... Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Aksar ye hota hai, wo hume chalte chalte milta hai... Wo lamha yaad rakhiye aur use sambhal ke rakhiye... Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Bhool gaye ya yaad hai, yaad rahta bhi kaise main tha bhi to bahut chhota tumhara bachpan, agar apka bhi bachpan aisa tha to share kijiye aur Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Har saal ki tarah ye bhi to ja rahi hai, iski chinta mat kijiye ise ishq kijiye... ye dhalti nahi, nikharti hai... Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Agar aapki dosti bhi aisi hi hai to apne us dost ke saath share Karen aur ye dilchasp dosti banaye rakhen. Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Ishq koi khel nahi janab ise pure dilojaan se kijiye aur phir dekhiye... Iska nasha sab nashon se behtar hai.. Sunte Rahiye... Lekhraj...
-
Kya aap ko bhi wo raat me hi milti hai, din me time nikaliye wo jarur milegi... Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Agar aapko lagta hai santa nahi hai to ise jarur ek baar sune... 🎅 Merry Christmas to all the listener Sunte Rahiye... Lekhraj.
-
Ishq ke saath chhupan chhupai mat kheliye... Ishq hai to ye mat sochiye ki Main bolu ki tu bole.... Sunte Rahiye, Lekhraj...
-
Maa ko khush karne ke liye bus itna hi to karna hai... Ek baar try to kijiye usko acha lagega.
-
Ek Makan jo aapki rah dekh raha hai. Use bikharne se bachaiye. Apke Gaon ka Makan... Sunte Rahiye... Lekhraj