Avsnitt
-
There are many things, which we owe to science jo humare world ko special banaati hain. Par sath hi hai pseudo science- yaani ki science ke naam pe galat
theories….jo world ko mislead karne ka potential rakhti hain.
Pata karte hai iss episode mein, Pseudo Science ki ek random si Flat Earth theory ke baare mein aur karte hain explore, the threats of pseudo-science in this episode of Point Pe Aao Na.
-
Global Warming….melting iceberg….tsunami….kya nahi juda hua hai climate change ke sath! Saalon pehle hue limate change, ne dinosaurs ko extinct kar diya tha.
Experts ki maane toh, aaj ek baar phir, climate change ke grave consequence ke behad karreb khadey hain hum.Aur climate change ke challenge ko samjhne aur samjhaane ki koshish karenge hum in today’s episode of Point Pe Aao Na.
-
Saknas det avsnitt?
-
Marvelous Architectural Monuments….aur unka marvelous aur mysterious
itihaas! bemisaal Engieering aur Science ki kahaani kehte hain kuchh bemisaal
Architectures….chahe wo
India ke ho ya abroad ke!
Purane gigantic Sun dials….jantar mantar….Chichen
Itza…..Machu Pichu….har puraane architecture mein hai life ka ek esson aur Sciene ka
application ! Aur inhi ancient architecture ko explore karta hai humara aaj ka episode….Ancient
Architectural Marvels! -
Kaha jata hai ki human history mein sabse bade inventions mein se ek hai- wheel ka invention! Aur is wheel sei hi aaya baki bahut kuchh, including our favourite cars. Kya the past, and future kya hai is automobile industry ka? AI ke positive impacts aur iske challenges ko samajhne ki koshish karenge hum aaj ke Paoint Pe Aao Na ke episode mein!
-
Computer….manav itihaas mein shayad sabse bade inventions mein sei ek hai!
Aur aaj,human intelligence ko bhi improve karne ki koshish ki ja rahi hai computer ke artificial intelligence ke help sei!
Shayad ek din computer ki yeh intelligence human intelligence ko bhi maat de jaye! But aaj ki date mein kya hai reality of AI…
aao jaante hain na bhai in this episode of Point Pe Aao Na!
-
Continents kaise bane? Aur woh oceans sei alaag kaise huye.
Hamare earth ke tayyar hone ki aur uskey modern shape lene ke pichhe ki jo story hai….
That has created a lot of interest among people all the while.
In our today’s episode of Point Pe Aao Na…..hum usi ko samajhne ki koshish karenge.
Listen now to know it all!
-
Humaare itne badey Universe ke andar kya-kya raaz chhupe hain?
Isski shuruaat kaha sei hui?Big Bang Theory hai kya? Uska aaj ki humari duniya ke sath koi
connection hai kya?Chalo, aaj Point Pe Aao Na ki is episode mein chalte hain us point par, jab
universe pehli bar existence mein aaya. Listen now! -
Dinosaurs - bachpan se sabse zyada curiosity jagaane wale creatures .
Huge animals, koi carnivores toh koi Omnivores…..koi asmaan mein udta hai toh koi nadi mein
tairata hai….yeh thei kaun? Kaha sei aaye thei….aur achanak gayab ho gaye? Inhiko lekar hai
hamara aaj ka episode. Listen and enjoy! -
Asman mein anjaanae mein koi bhi cheez udte huye dikhti
hai…toh ek term aata hai dimaag mein:UFO!Science ke evolution ke baad bhee mysteries se
bhari hui hai alienss aur UFOs ki duniya.Kya sach mein aliens hote hain? Aur kya hamare prithvi par ghumne aate hai? Ya phir koi secret research karne ke liye?
Itne saare sawal…..jinka
jawaab dhundenge hum hamare aaj ke episode mein. Listen now!. -
Black hole- yeh word jitna interesting sound karte hai utne hi dangerous bhi.
Is episode mein jaano black hole actually kya hota hai...
kaisa hota hai aur kya hai iski infinite gravity ka raaz.
Listen to get edu-tained now. -
In this episode, we go beyond the school textbooks and apply our curiosity to understand the mystery behind the infamous Bermuda Triangle.
Listen to get infotained now.
-
Agar aapko kisi insaan ki age pata karni ho toh simple hai...aap uski date of birth puchh loge... But aap hazaron saal purani cheezon ki exact age kaise pata kar sakte hain?
Science ke paas ek mazedaar tareeka hai isey jaan lene ka aur isi tareeke ka naam hai radio carbon dating.
Kya hoti hai yeh carbon dating and what are its applications? Jaan'ne ke liye suno Point Pe Aao Na ka yeh episode.
-
If you think about it, all the things happening in our world are because of elements reacting and interacting with each other.
Aise toh har element khaas hain... But kuch elements hain super-special.
Let's talk about some of the most special elements of our world in this episode of Point Pe Aao Na.
-
Humari bodies se lekar humare phones tak-Sab kuchh bana hai atoms se...
par yeh atoms kis'sey baney hain?
Jaante hain Point Pe Aao Na ke aaj ke episode mein- Atom Ke Andar Kya Hai!
-
Just like water, humara atmosphere bhi Earth pe life ke liye bahut important hai.
Aur bhi bahut kuchh karta hai yeh air ka sphere jiska seedha effect padta hai humare daily life pe.
Get ready to explore it all in this episode of Point Pe Aao Na!
-
Aapne humesha sound ko suna hai, dekha nahi
Lekin aaj ke episod mein main sirf aapko hee nahi, chintu aur kinjal ko bhi sound dikhaunga.
Kyuki episode ka naam hee hai "Come see the sound"
Suniye aaj ka humara episode of Point pe aao naa
Aur haa “headphones Zaruri hai” -
Electricity- the form of energy jo human progress ke liye sabse essential hai.
Iske bina humara modern world ek pal mein ancient ho jaayega.
In this episode of Point Pe Aao Na, let's explore the science behind this form of energy, supercritical for human civilization. -
Koi bolta hai that the world runs on money, toh koi bolta hai yeh duniya bharose pe chalti hai...
Par Science ke hisaab se, yeh duniya kya yeh poora Universe sirf aur sirf Energy Transformation pe chalta hai.
To gain some exciting knowledge about the transformation of energy, suno Point Pe Aao Na ka yed episode. -
Aao dosto Point Pe Aao Na ke iss episode mein hum aaj planet-planet khelenge,
Kaise Earth aur baaki sabhi planets Sun ke around ghumte hai aur woh bhi apni- apni lanes mein.
Bada exciting hone wala hai yeh episode jahan hum seekhenge Kepler ke laws kaise karte hain govern planets ka motion.
Suno Point Pe Aao Naa ka 5th episode “Keplar ki Kalpana“ - Visa fler